
Just want to share something
So ek raat ki baat hai mera puri family na khana kha liya tha merepa ek dog hai usne khana apna chod diya tha and vo fir dustbin mai fek diya and subah garbage wala lekar jaay issliya dustbin bahar rakh diya and kuch time baad maina dekha ki waha billi hai mai danda lekar gaya bhagana kyuki mujhe laga vo gira degi
But jb mai gaya bhagana uss billi na dur se mujhe dekha uska muh mai bharke chawal tha and kuch chicken ka pieces and vo image mera dimag se kabhi nahi ja skti i still cry jb bhi mai vo billi ka face ydd karta .Fir mai gharme akar apne dadi ko bataya ye sb toh vo boli ki aaj galti teri nahi hai teri doggy ki hai toh tujhe uss billi ka liye bura lag rha lakin jab tu khana khane mai nakhre krta tb ye cheejh socha kar beta ki khana sbke naseeb mai nahi hota
I am attaching a ai pick just for reference but its not even 1% of what i saw in the cat eye and how i felt