Allen timetable doubt (leader)
Mere timetable me kabhi 4 classes hai to kabhi 3 jab 3 classes hai to usme certain slot gayab hai joki 4th ka hota to me yeh puch raha tha ki wo slot self ka rahega ya ese hi hai ?
Kabhi shuru ki class gayab hai to kabhi last ki and fir kabhi beech ki class bhi gayab hai to iska matlab kya hai ?
allen Indore
u/Global-Following-145 — 1 day ago