▲ 3 r/apnelogaa
Bazaars and markets in malakpet and nearby areas
Assalamualikum warahmatullah awam
Mein malakpet mein aur aas paas ke areas ke mandi , bazaars aur markets explore karna chahru tha, kya aap log meku suggest karskte kaha kaha weekly mandi and markets lagte.
u/wolfeeX20 — 9 days ago