Sala regular jana padta hai usme ye sala is saal alag hi chutiyapa kar rha hai ek pdf bhejega WhatsApp group PE bolega ki ab ye pdf ko exact notes mai likho sala ch1 ka pdf 75 pages ka hai as per pdf copy mai 120+ pages honge aur isse ek hafte mai chahiye sala mai jata nhi hu jyada toh mere piche pada rheta hai notes na banau toh pure class ke samne insult karta hai faltu ka chutiyapa karega pure din padhaye jhant barabar phir iski notes banah ncert mai ch 1 35 panne ka hai with ques aur iske pdf mai gin ke 7 MCQ hi hai baki sab theory pta nhi kya likhwa rha hai sala defn hi 7 line ki hai yrr mai kisi din isko phod dunga shi mai dimaag kharab hua.
11th mai bhi sala personal target karta hai sabse jyada (absent hone ke wajah se) bas phekega ki half yearly mai aisa paper dunga waisa kar dunga kar sala kuch na paye yrr mujhe bilkul man nhi hai iski notes banane ka par whi hai sala practical mai number na kaat le.