सपना
Sukoon keval ek कल्पना।
Bechaini ko apna ghar bana
Maine dekha ek sapna
Sapna jaane mera hai या
किसी aur ka bojh मैं utha rha
Dhoop se jalti aankhein sirf
मैं raat se jo लड़ raha ..
Ye shayad sapno ke hii saaye hain
Jo aankho ke neeche aaye hain
Bharne पेट kuch chahto ka
Ghar ka khaana chod aaye hain
Sapno ki लगन main
Chal pada hoon ek safar main
Kuch kadam badhaunga
मैं lautkar naa aaunga
Thoda raasta hai lamba apna
Khushiyon se dosti karna
Mushkilon se bair mat karna
Kuch pal beshak udhar le lena shanti ke
Magar manzoor nahi hai थकना
Kyunki
Sukoon keval ek kalpna
Bechaini ko apna ghar bana
Maine dekha ek sapna