u/Important-Local3035

Study delay

Mdcat k saath saaath mera study bhi delay hogia 5 aug k baad book ko haath tak ni lagaya ab aise lag rha hai pichla bhi bhool gya ab samj ni aa rha kia kron koi strategy ni hai kese manage hoga aur ek month k ander pta ni hoga ya ni

reddit.com
u/Important-Local3035 — 2 days ago