Saba, why didn't Ruhaan come for the celebration?? Cake phir Haider nahi Ruhaan kaat ta iss liye?!
Kya bahana laga ke tumne Ruhaan ka aana avoid karwaya? Humhe bhi batao Zara 😜
Kyu nahi bulaya tumne?
Kya woh cake kaatne ki zid karta iss liye?
Ya woh Haider ko balloons se nahi khelne deta iss liye? Kya tumhe focus pura apne bachche par daalna tha iss liye??