
Quote of the Day....😌|And also My Life Lately🫠|
In that Phase of My Life when Someone Leaving Feels Better than Someone Choosing to Stay...😌

In that Phase of My Life when Someone Leaving Feels Better than Someone Choosing to Stay...😌
I am a Beginner Hindi Lyric Writer.
I made Hindi Lyrics for Mental Manadhil by A.R. Rahman as a Pass Time once🙂.
I am looking for Meaningful Work with Like Minded People who want to Create something Deep and Artistically Fulfilling.🙂
I charge Rs 7000 to 9000 per Song Lyric depending Upon Lyrical Depth Needed.🙂
If You are Interested in Working with Me,Feel Free to Approach.
Thank You.🙂
God Bless.🙂
Quote by Me Only.🙂↕️✨
Spotify Link and YouTube Music Link
__________________________________________________________________________________________________________________________
Please Listen to The Song when Reading the Lyrics.🙂
__________________________________________________________________________________________________________________________
Lyrics-
Haa maanaa maanaa thodaa Mental hai yeh Dil...
Haa zaraa zaraa tu bhi Mere jaisaa Bann!
Haa Ek Pal ko tu Bhi Ho jaa Paagal!
Okay Yaaraa tu Sang hai naa?!!
Haa maanaa maanaa thodaa Mental hai yeh Dil...
Haa zaraa zaraa tu bhi Mere jaisaa Bann!
Haa Ek Pal ko tu Bhi Ho jaa Paagal!
Okay Yaaraa tu Sang hai naa?!!
Heein!!
Kuch Pal-o ki toh hai Zingadi!
Kyu naa issko Tu Khulke Jeele?
You be like My Lady Layla...
I'll be like Your Modern Majnu!
Haa maanaa maanaa thodaa Mental hai yeh Dil...
Haa zaraa zaraa tu bhi Mere jaisaa Bann!
Ek Pal ko tu Bhi Ho jaa Paagal!
Okay Yaaraa tu Sang hai naa?!!
Kehti yeh....!
Zindagi!
Jeele tu!
Muskaake!
Maasoomi!
Chup thi jo...!
Ussko ab Gaane de....
Bandhan jo....!
Baandhein hai...!
Dil ko yu...!
Baate hain...!
Kyu unnko?!
Samhaale tu?!
Unnko ab jaane de...!
Haa maanaa maanaa thodaa Mental hai yeh Dil...
Haa zaraa zaraa tu bhi Mere jaisaa Bann!
Haa Ek Pal ko tu Bhi Ho jaa Paagal!
Okay Yaaraa tu Sang hai naa?!!
Haa maanaa maanaa thodaa Mental hai yeh Dil...
Haa zaraa zaraa tu bhi Mere jaisaa Bann!
Haa Ek Pal ko tu Bhi Ho jaa Paagal!
Okay Yaaraa tu Sang hai naa?!!
Heein!!
Kuch Pal-o ki toh hai Zingadi!
Kyu naa issko Tu Khulke Jeele?
You be like My Lady Layla...
I'll be like Your Modern Majnu!
Haa maanaa maanaa thodaa Mental hai yeh Dil...
Haa zaraa zaraa tu bhi Mere jaisaa Bann!
Ek Pal ko tu Bhi Ho jaa Paagal!
Okay Yaaraa tu Sang hai naa?!!
________________________________________________________________________________________________________________________
This is Actually Draft 2 of the Lyrics.🫤
I know there Exists a Hindi Version of the Song- OK Jaanu Title Track.But this is My Rendition from the Feel of the OG Tamil Song.🙂
I don't know Tamil though.🥲
Please Tell Me How the Lyrics are.😄
Pyaar Sachchaa ho yaa Jhootaa....
Jaati dono Kabr taq hi hai.
Dil lagaanaa hi hai toh uss Rab se lagaao...
Chaah jisski har pal tumko bulaati hai.
Jab Aankhon mein tere Bhar aayenge Aasu...
Buss ek Voh hi toh Tere liye Rovegaa.
Khudgarz iss Jaahaan mein teraa...
Buss ek Voh hi toh Apnaa Hovegaa.
Humaare Sarker se seekho kuch Nepal-waalo!😉
Tum kaahaa VIP Culture mitaane chale aur humaare yaahaa Thar waale jaahaa mann waahaa Gaadiya rok dete hai.😌