Dil ke alfaz. Day 10🖋️
"Ye toh batae ki aap ka mujhe par karz kya hai? Ye toh batae ki mera aap par farz kya hai? Sahiba zara batae toh sahi humne aapse mohabbat ka arz kiya hai"

"Ye mujhe maut Q nahi aati hai, ye mujhe maut Q nahi aati hai, tadap rahe hai hum aapki yaad mai a sanam aap hi Q nahi maut bankar a jaati hai"
"Khwaish thi ki aapse mulaqat ho toh aap ko seene se laga luga, khwaish thi ki aapse mulaqat ho toh aap ko seene se laga luga. Goya ki jab mulaqat hui toh fakat aapki aankho mai hi dekhta rehgya or yun hi zindagi mayassar hogai. O meri sahiba!"

"Aab toh aap ki yaad mai khana bhi nahi khaya jata, aapki yaadon se jo dil bhar leta hu. O meri pyari sahiba"

"Hum toh phir aaye the aaj o sanam, Hum toh phir aaye the aaj o sanam, magar aap na aai, raat bhar kiya tha khuda se shikwa magar phir bhi aaj aap na aai.O sanam mila hai mujhe ko zakham, aab phir karuga khuda se shikwa kya pata mil jae uska marham"
Q inti wehshat bhari hai mujh mai a galib? Woh toh masoom si ek jaan hai na kar le zara uski bhi izzat. Kha le apni behayai or le aa apne andar thori hayai!