
badi duwidha hai!! 😭😭
yaar ye college ke first day konsa bag leke Jana hota hai ??😭... aur us bag ke andar kya lekar Jana hota Hai?? 😭... aur tiffin bhi lekar jana padega kya??😭...aur pehle din kisise baat karni chahiye ya akele rehke observe karna chahiye sirf?!😭...aur kapde kis trah ke pehnne chahiye?😭