ALLEN AND MOTION KOTA WALO HELP.PLEASE
I know wrong subreddit Bhai maii parso kota gyaa thaa allen waalo ne fees 1 lakh 47 thousand bolaa 20% scholarship ke baad maine kaha budget ni hai itna to unhone kaha ki apne papa ka income certificate bnwaake laga do maine 1 lpa ka bnwaa liyaa hai or unhone kaha om birlaa ke office jaake waha pe application likh do isse fees bhut kam ho jaegi to kya aesa sach me hota h yaa frr mai motion kota me chala jaau dropper hu